"kismat bhi na kya khel khelti hai ..
ham chahat kuch karte hai, wo shararat kuch our karti hai.
ham sapne kuch bunte hai, wo hakikat kuch our banati hai.
ham labj kuch likhte hai,wo dastaan kuch our rachaati hai..
hay kismat bhi na kya khel khelti hai... "
๐ฅ๐ฅ๐ฅ๐ฅ
Comments
Post a Comment